Share this:
- Click to share on Twitter (Opens in new window)
- Click to share on Facebook (Opens in new window)
- Click to share on Pinterest (Opens in new window)
- Click to share on LinkedIn (Opens in new window)
- Click to share on WhatsApp (Opens in new window)
- Click to share on Tumblr (Opens in new window)
- Click to share on Pocket (Opens in new window)
- Click to share on Telegram (Opens in new window)
- Click to share on Reddit (Opens in new window)
- Click to share on Skype (Opens in new window)
- Click to email this to a friend (Opens in new window)
- Click to print (Opens in new window)
ch sb every thing u said is very important for all of us but namaz wali baat ko ap dosro ko mut bolain it is not fair
Sab kuch theak hai par ye NAMAZ GHR ME PAR LEN aur JUMY KI NAMAZ B GHR ME….ye nasihat kuch naziaba si hai janab..
javed sb im highly inspired the way u write , but v should nt avoid masjid in any case nd continue to offer prayer in masjid.
https://www.facebook.com/MilliLiberty
Chaudry sahib aap inn sab ahtiyati tadabeer per ab amal kar saktay hain. Shayad aik sahafi honay k naatay aap khabar rakhtay houn gay k ziada tar log kitna kamma rahay hain. Bahar haal aap ka namaz e eid ain kay baray main kia khayal hay.
thanx but when every one keeps his /her phone silent then how can he /she receive some one’s emergency call? These precautions are only for u not for ur family…and all men should offer prayer in Mosque if he can esp Namaz Jummah you are not a Mufti at least….
I am still warried you left many others. Being the human we can not satisfied but when full stop come you thing we have to face death one day. Hazrat Ali said death will alway protect life till its time to happend it should happened, Becasue every thing have to finished one day.
salam
Dr. Talat Mahmood
Aziz janab ,jawaid ch sb .Apki sub batain theek hain but in tdabeer ky bejayy agar pakistan my syedna umer farooq r,a ka nizaam e aadll nafiz kr dia jyy tu, insha Allah muslim o non muslim pakistani aaman o sukoon ky sath apni o apny ghar waloon ky sath zindagi guzzar sakingy, ik colum khufa e rasheeden ky nizam e houmaat o un ky tarz e zindagi ky hwalyy sy bhe likh ky rehnumee karin.. jazzakallah..
ALLAH HEFAZAT KARNAY WALA HY ALLAH NAY JO DABERY BATAI HY UN KO FOLLOW KARKY HUM HEFAZAT RAHSAKTY HY
Choudhri Saheb…Zindagi ki hifazet kertey huey zinda rehna chaahyey..na k zindaggi ki hifazet k liyey hi zinda rehna chaahyey…JuTT ho ya Bunyey
Ch sab ap ny jo be likha acha likha magr ap ke bato sy banda buzdil zarur ho jay ga kush aisa likhn jis sy jan aa jay
Or namaz ka hukam masjid main ha ghar main nahi juma ka din khas kar eid ka din hota ha lehaza ap be masjid jaya karin etna darin nahi ap …
some advises are very good to avoid uncertain events
Ch. sb aap ky colam bohat achy hoty hain. aur bohat sari maloomat milti ha.
Ap ka cell phone wala mashwara bohat acha ha ye to meri b Adat ha k cell hr waqat mere pass hota ha jiss ki waja sy meri 2004 main 2dafa accident mn jaan bi bachi
ehteyat to achi cheez ha lekan ak hadd tk.
is it supposed to be a funny or sarcastic column??? somethings are really good but other are just too much. Ahtiat aik aur cheez ha aur apni aur doosron ki zindagi azab banana aik aur cheez. aur phir who r u to say k namaz ghar men parho??? plz avoid such controversial comments/suggestions
javed sb itnay kharchay k bd 20% saving to nae,,20% qarz zarur charh skta hy.. 🙂
Javaid Sb
Aap ka background to khasa dlair hay, aur is umar main to maturety ki ummeed thi aap say, brah e karam
Musalmanon ko itna b buzdil na banaen ke wo masjid jana hi chho dain
Abhi kal ki baat hay dunya ka taqatwar
tareen shakhs CANADI aapki aankhon
kay saamay kaisay mara gia.
Jab moat har soorat main aani hay to
phir Masjid ki moat to har musalmaan ki khahirh hoti hay………….Shukaria
Namaz t bahir hal masjid m ada kry k moat ai t shahadat ho
Ch sb mai ap k andaze tahrer se inspire hn but ye sub karny se to lagta hai bus yahi kaam karen gy aor koi nahi.aor in me kuch buzdili ka b sabaq hai.
Itni ehtiyat b nai achi ye sara sir buzdil aur matlabi hony k mutaradif he
Kuch ehtiat Allah par chorna chahiye
ahteyat achi ceez hay baqi sari batain to thek hain lakin namaz to masjid hi may ada karni chahiy khas tor par juma ki.warna to hum bilqul hi buzdil ho jain gay
Still a Lafafa.