Chaudhry saab buhut gutsy article likha hai aap ne, mein PTI ka supporter hoon lekin is liye naheen ke IK ko peer ya koyi maseeha samajhta hoon balke is liye ke ek idealism ka keeda hai dimaagh mein! Lagta hai ke shayed ye admi aur iski party kuch behter kar jay is mulk ke liye. PTI ko support karne walon ko kisi bhi party ke kisi achche qadam ko khamakhah tanqeed ka nishana naheen banana chahiyay, waqayi ye bus service ek qabil e tehseen qadam hai, is ko saraahna chahiyay aur umeed karni chahiyay ke tamaam parties ke leaders awaam ke masael ke baare mein sanjeeda ho jaaein, ho sakta hai ke PTI ki hukumat KPK mein aajaye agle elections mein, tab unko governance bhi samne aajayegi. Punjab pakistan hi ka hissa hai is ki taraqqi hum sab ki tarraqi hai balke ek positive competition shoroo karni chahiyay in provinces mein. Mere khyal se aapko tanqeed khaas tor par nojawanon ki tanqeed ka ziaada khyal naheen karna chahiyay, aap meherbaani kar ke vo na likein jo log padhna chahtay hein bas apne nuqta enazar se likhein…
kia aap ko young Drs aur un ki baatain sunai nahi da raha jo wo cm punjab ka bara ma kah raha ha ,ka dusra soba ka log punjab ma treatment cm sahab ki permission ka baghair nahi kara sakta
aap ko social media kiun bura lag rah ha ,aap sahafi log apni soch dusron ki zaban sa sun na ka adi ho gai hain jis tarah electronic ka log apni rai daina ma azad ha us tarah pakistani awam ka bhi haq ha apni rai da na ma azad hu
Ch sahb jo aap ne likha baja likha…
main PML(N) ka sprtr hn lakin main pervaiz ellahi sahb ko bura nai keh skta q k punjab main 2 e bandoun nay kam krwaya Shehbaz Sharif aur Pervaiz Ellahi….
sir main tou chahta hoon aap wo sb likhain jo sach ha q k ALLAH pak sache shakhs ko kbhi ruswa nai krta….
Javed Sahb sachai apna lain jahan mukhalif log hain wahan aap ko chahne waloun ki bhi qilat nai ha….
ALLAH pak hmmm sb ko sach bolne aur sun’ne ki toufeeq ata frmae aaammmmeeeen….
regards: Zeshan Akram Warraich
Javed Chaudhry! Lagta hai PML-N se dobara muamlaat (mehantana wagaira) tai hogaye. Kuch arsa pehle lagta tha ki shayad tum eemaan le aye ho aur ab bhare ke tattoo nahin balki insaan banoge. Magar afsos
February 8th, 2013 at 1:17 PM

February 9th, 2013 at 7:19 AM
chaudry saheb pak ke pa’rhe likh’e jahil’on ke aa’ge bin baj’ja rahe hain.
February 9th, 2013 at 1:00 PM
Wel Anylase javed sb.well done
February 9th, 2013 at 11:24 PM
kia aap ko young Drs aur un ki baatain sunai nahi da raha jo wo cm punjab ka bara ma kah raha ha ,ka dusra soba ka log punjab ma treatment cm sahab ki permission ka baghair nahi kara sakta
February 9th, 2013 at 11:31 PM
aap ko social media kiun bura lag rah ha ,aap sahafi log apni soch dusron ki zaban sa sun na ka adi ho gai hain jis tarah electronic ka log apni rai daina ma azad ha us tarah pakistani awam ka bhi haq ha apni rai da na ma azad hu
February 10th, 2013 at 2:09 AM
A great Article…An eye opener for biased people..
February 10th, 2013 at 10:53 PM
Ch sahb jo aap ne likha baja likha…
main PML(N) ka sprtr hn lakin main pervaiz ellahi sahb ko bura nai keh skta q k punjab main 2 e bandoun nay kam krwaya Shehbaz Sharif aur Pervaiz Ellahi….
sir main tou chahta hoon aap wo sb likhain jo sach ha q k ALLAH pak sache shakhs ko kbhi ruswa nai krta….
Javed Sahb sachai apna lain jahan mukhalif log hain wahan aap ko chahne waloun ki bhi qilat nai ha….
ALLAH pak hmmm sb ko sach bolne aur sun’ne ki toufeeq ata frmae aaammmmeeeen….
regards: Zeshan Akram Warraich
February 10th, 2013 at 10:56 PM